{SCA} Urdu is one of the most beautiful languages in the world. The sweetness of language can make the simplest of words sound wonderful.
There is a wide variety in the Urdu SMS poetry or shayari text messages that you can send to your loves ones. While, some of them will make them laugh, other will bring a tear to their eyes, mainly because of the emotions hidden in the words.
In the following lines, we have provided a new and beautiful collection of Urdu shayri text messages. Go through it and send your favorite ones to your loved ones.
We are quite sure that you will love this post, So let’s get started and don’t forget to subscribe to our Newsletter to keep track on our next post in this series.
1. Aarzu
Yeh Aarzu thi k aisa bhi kuch huwa hota,
Meri Kami nay , Tujhey bhi Rula dia hota,
Main Laut Aata Teri Simt Ek Lamhain main,
Tere Labon nay Mera Naam to Lia hota.
2. Tum Jab Bi Milo Tu Nazrain Utha Kar Mila Karo
Tum jab bi milo tu nazrain utha kar mila karo..
Mujy pasand ha tumhari ankho may dosti ka -aks dekhna
3. Kuch To Baat Hai
Sharab bani to Maikhane bane?
Husn bana to Deewane bane?
Kuch to baat hai aap mein?
Yun hi nahi pagal khane bane
4. Jawani Ke Din Chamkile Ho Gaye
Jawani ke din chamkile ho gaye,
Husn ke tewar aur nokile hogaye.
Hum izhaar karne main thore se delay hogaye,
Itne main unke hath peele hogaye.
5. Os Ne Muje Chur Diya
Os ne muje chur diya tu kya huwa Faraz
Maine b tu chura tha sara zamana os k lye
6. Lekn Tere Kheyal Se Bichra Nhi Hoon Main
Barson se Tere shehr se guzra Nhi hoon main,
Lekn Tere kheyal se bichra Nhi hoon main,
mujh ko qadm qadm pe mili haar ki soghaat’
ye mera hosla he k toota Nhi hoon main,
Shabnm ko dekhna he to dil ki nazar se dekh’
Main aik talkh sach hoon dhoka Nhi hoon main.
7. Khushi
Na khwabon me dekha, na nazaron me dekha,
Hazaron me ek humne tum hi ko dekha,
Gum dene wale to har pal hai yahan,
Har pal khushi dene walon me ek aap hi ko dekha
8. Kirayedar
Sardar: Yaar Uth ZALzala Aa Raha Hai, Saara Ghar Hil Raha Hai.
Pathan : O Yara So ja Ghar Giry ga To Makaan Maalik Ka, Hum To Kirayedar Haiey.
9. Suki
Teacher:
Sardar se: ye btao k barish k sath bijli kiun chamkti he,
Sardar g: Oo iss wastay k pata chal saky k keri keri jaga suki reh gai ae.
10. Maine Bhi Mohäbat Ki Thi
Säri duniyä k riwäjon se bäghawät ki thi
Yääd ätä häi maine bhi mohäbat ki thi
Usko chorh k hänstey huy ghär ää k
Itna roye thay k äänkhon ne shikäyat ki thi
11. Phir Aaj se Tu mera Bhai Hy
Larka : Dil Ruba !
Larki : Balance bhijwa !
Larka : Paise Nahi
Larki : Kaise Nahi
Larka : Mehangayi Hai !
Larki:
Phir Aaj se Tu mera Bhai Hy.
12. Khobsurat Log Lazmi Nahin K Achey Hoon
KHOBSURAT LOG Lazmi nahin k Achey hoon,
LEKIN…
ACHEY LOG Hamesha
Khobsoorat Hotay hain.
Jaisy k Aap
13. Pal
Har pal ne kaha ek pal se,Pal bhar ke liye aap mere samne aa jao,
pal bhar ka saath kuch aisa ho,
ki har pal tum hi yaad aao!
14. Baap Ki Death
Patan baap ki death par ro raha ta Uski behen ka phone aa gia
phone sun ker or b rone laga Logo ne pucha kia huwa.
Patan: meri behan k abu ka b intiqal ho gia.